.
Girl: - Hello Dear
.
Boy :- Haan ji
(aa gayi maa ki
aankh pakaane)
.
Girl:- kya kar rahe ho..?
.
Boy : kuch nahin (pakode tal raha hoon )
.
Girl : - bataao na..?
.
Boy :- kuch nahin dear
( aadhi raat ko kya karte hain..! )
.
Girl: neend nahin aa rahi thi sochachalo call kar
loon
.
Boy-- achha kiya
(kamini kal Office ke late karwaa ke rahegi )
.
Girl : --hello koi gaana sunao naa.. bore ho rahi
hoon
.
Boy: --nahin yaar (mujhe radio staion samajh
rakha hai kya aur 12 baje k baad toh radio
channel bhi
band ho jaate hain )
.
Girl:-- plz sunao na......
.
Boy:-- kal pakka ( uff iski toh aisi ki taisi )
.
Girl : -- naa mujhe aaj hi sunna hai.. if u luv me
den u will sing for
me
.
Boy : time kya ho raha hai.? dear (yeh padosiyon
ko bhi jagwak hi maanegi )
.
Girl : --12:30
.
Boy: -- aur kal mere Office mein bahut kaam hai
.
Girl: --tumne toh bola
tha ki tum Office ka kaam minto mein karr lete ho
.
Boy :- haan (agar nahi bolta toh teri bakwaas
kaun sunta )
.
Girl :- sunao naa plzz koi romantic sa gaana
.
Boy : par gaane k baad phone rakh degi ( fans
gye beta toh jhelna toh padegahi )
.
Girl :- kyun kisi aur ki call ka wait kar rahe ho
kya..?
.
Boy : nahin darling (ye lo.. saali ne shak karna
bhi start kar diya)
.
Girl: fir kyun bol rahe ho.. rakhne ko, khao meri
kasam ki kisi ki call nahin aayegi..
.
Boy: teri kasam (itni raat ko toh aadmi wrong
number bhi
nahin lagata)
.
Girl : - chalo ab
sunao
.
Boy: theek hai (beta pyar kiya hai toh jhelna toh
padega hi..ban ja aadhi raat ko.. Himesh
Reshamiya)
.
Girl : yeh waala gaao-- adayein bhihain..
muhabbat bhi hain.. nazaakat bhi hain.. mere
mehboob mein.
Boy:- yeh mujhe nahin aata(kamini ..tareef
sunegi apni)
.
Girl : toh koi dusra suna do...
.
Boy:- Wait.. sochne de
(kya gaaun ki aaj ke baad mere muh se gaana
sunne ka naam tak naa le )
.
Girl: Gaao na...
.
Boy sings : -
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
phulo ka taroon ka sabka kehna hai.. ek
hazaaron mein meri
behna hai.......
saari umar hamein sang rehna he..!!!!!!!!
( Le aaj ke baad naam nahin legi gaane ka...ishki
toh maa ki
aankh )
.
Girl : -yeh kyun gaaya..?
.
Boy : mera favorite song hai
(samajhdaar k liye ishara hikaafi
hai kamini )
.
Girl: - hmmmm mujhe neend aa rahi hai..
bye.........
.
Boy :- aray kahaan jaa rahi ho..suno
toh.. tum nahin sunaaogi kya..? (mission
complete)
.
Girl:-- bye.. baad mein.. good night.. take Care
jaanu
.
Boy : take care jaan ( jaan Le gayi kamini ..jaanu
jaanu bol ke..
o terri.. Yeh toh 2 baj gaye..ab sounga kab aur
Jagunga kab

xD
No comments:
Post a Comment